Khuda ne kaha, Apne Ghamon ki yun Numaish na kar, Apne Naseeb ki yun Aazmaaish na kar. Jo tera he tere dar pe khud AAEGA, HAR ROZ use pane ki Khwaish na kar.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.