Mita Kar Kisi Ka Ashiyan Ghar Apna Main Bana Nahin Sakta, Deke Dard Apna Kisi Ko Main Rula Nahin Sakta. Chhod Do Ab Mere Hal Per Mujhjko, Bojh Ehsanon Ka Aur Main Utha Nahin Sakta.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.