Bhains rakhne ka takalluf hamse ho sakta nahin ham ne sokhe doodh ka dabba jo hai rakha hua ghar main rakhain ghair mehrm ko mulazim kis liye kam karne ke liye abba jo hai rakha hua.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.