Jeete Ji Teri Zindgi Bana Dunga,Tera Naam Aasmaan Ki Uchaio Per Chamka Dunga,Gum Na Karna Agar Mar Bhi Jaaou Mein,Uper Jaakar Bhi Khuda Se Teri Khushi Manguga.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.