Bheed me tha wo na ro saka hoga, Magar Yakin hai R ...

Shayari Wishes

By Sejan... | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Bheed me tha wo na ro saka hoga,
Magar Yakin hai Raat bhar na so saka hoga,
Wo Shakhs jise Samjhane me mujhe Umar lagi,
Bichhad ke mujse kisi ka na ho saka hoga.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares