Mohabbat chahat ke siva kuchh bhi nahin, zindagi gham ke siva kuchh bhi nahin, Aap ke paas mere siva sab kuchh hai par mere paas aap ke siva kuchh bhi nahin.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.