ek lamha ek sadi sa guzrta jata hai, jab apna koi begana banata jata hai, yun to awaaz aati hai har shishe k tutne ki, par kabhi bin aawaz k sab kuch tut jata hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.