badlon k darmiyan kuch aisi sajish hui, mere mitti k ghar par hi barish hui, khuda ko zid hai yehi bijliya girane ki, aur mujhe bhi zid hai wahi aashiyana banane ki.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.