aankhe khuli zara hosh aaya, to patta chala ki maut ne hi bewafai kar li, maut se jo puchha uski bewafai ki wajah , usne kaha tere liye kisi ne zindgi ki dua kar li...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.