Dil karta hai Zindgi unhe de du, Zindgi ki sari kh ...

Shayari Wishes

By Sejan... | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Dil karta hai Zindgi unhe de du,
Zindgi ki sari khushiya unhe de du,
De agar wo Mujhe Bharosa apne saath ka,
To yakin Mano apni Sanse bhi unhe de du.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares