Wo saamne kabhi aakar Mile bhi nahi, Hum milne jaye unse itna Hosla bhi nahi, Wo Mangte hai Chamak Sitaro ki, Par Mere paas to Mitti ka 1 Diya bhi nahi...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.