Khamoshiyon me apki ek ada itni pyari lagi, apki dosti hume sabse nyari lagi, ye na tute kabhi yahi dua hai kyun ke duniya main hame yehi hamari lagi...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.