Aaj mera muskurane ka mann nahin tha, Kisi se itni mohabat kar baitha iss ka koi gham nahin tha,Tere ishq mein khud ko kuch iss qadar bhula diya hum ne,K teri bewafaai ka dard bhi kuch kam nahin tha,
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.