Pyaar bhare dil ko thukraya nahi karte, Yun ghar ke aage se gujar jaya nahi karte, kya hua agar mera ghar mahal nahi, kya jhoppdi me dost aaya nahi karte..?
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.