Zindagi Main Yu To Sab Tha, Ek Tu Hi Nahi Tha, Jab Tujhe Chaha To Ek Tuhi Tha, Aur Kuch Nahi Tha, Tu Chla Gaya Samander Ki Lehro Ki Tarah Sab Kuch Saath Lekar, Ab Zindagi Bhi Nahi Thi Aur Tu Bhi Nahi Tha.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.