Kahte hai Fulo ki Zuban nahi hoti, Lafzo me hakikat bayan nahi hoti, mila hai humara SMS to kadar kijiye Janab, Kismat har kisi par Maharbaan nahi hoti.....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.