Bol Dost tujhe aaj kya Uphaur du, Dosti chahiye ya jaan vaar du, Bike, Jeep, Ferrari ya Plane du, Bas itne se hi kaam chal jayega ya 5-7 guppe or maar du.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.