Wo kah gayi mera Intazar mat karna, Me kahu to bhi ...

Shayari Wishes

By Sejan... | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Wo kah gayi mera Intazar mat karna,
Me kahu to bhi mear aitbar mat karna,
Ye bhi kaha ki Mujhe Pyar nahi tumse,
aur ye bhi kah gayi ki Kisi aur se Pyar mat karna.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares