Tanha si zindzgi me tanha hai har rasta , dosto yaaro se jaise toota ho vasta, sabhi hain saath par najane kiski kami hai, itni khushiyo me najane kaisi gami hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.