Kyo patjhad me sawan ka deedar karta hoon, kyo har ghadi sirf tera intezaar karta hoon, tu kaun hai kaha hai, is sab se anjaan hoon, kya teri tarah ,main bhi tera armaan
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.