Yad Apko Hum Har Pal kar Lete he Free Baithe Purani Yadon Ko Taja Kr Lete he Agr Na Aaye koi SMS Apka To Purane Ko hi Bar-Bar Padh Lete hain.gud morning
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.