Ek roz mere hijr ki duniya me aake dekh, Tanhaiyon ke dasht me dera laga ke dekh, Hum ehl-e-wafa pyar ko ruswa nahi karte, ye jan-e-wafa hum ko zara aazma ke to dekh
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.