Wo bewafa bhi nahi,Karte wafa bhi nahi, dar hai hame lekin ,wo dete daga bhi nahi. Mana lete unko jo hote khafa wo hamse kaise manay hum unko wo humse khafa bì nahi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.