Har ghadi tumhara intezar karta hu, Khabhi juda na ho yahi fariyad karta hu, Mai mar kar bhi tera sath na chhoduga, Aai jaan mai tum se bahut pyar karta hu.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.