khud ko akele ka tana na dia kro, yadoon ka gila shikwa bhi na kia kro, kya btaye tumko kitna karte hai yaad, hisab lagana ho toa apni sansien gin lia karo
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.