Kisi ko itna sataya nahi karte kisi ko itna tadpay ...

Shayari Wishes

By anjuuu | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Kisi ko itna sataya nahi karte
kisi ko itna tadpaya nahi karte
jinki saanse chalti ho aapke lafzon se
unhe apni aawaaz ke liye tarsaya nahi karte..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares