tumhain rusva karun aisa to hargiz ho nai sakta tumhari yad hi dil ko bhot be-chain rakhti hy tumhain pane ki aik mohum si umeed rehti hy mai apni sargazishton se tumhain agah kr betha
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.