us ko juda hue bhi zamana bahut hua ab kya kahen ye qisa puranaa bahut hua dhalti na thi kisi bhi jatun se shab-e-firaq ai marg-e-nagahan tera ana bahut hua
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.