Rab k bad jo sabse aziz hota hai, Wo PYAR kisi-2 ko nasib hota hai, Dur kitna bi ho uska chehra nazro se, Magar uske hone ka ehsas dil k karib hota hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.