usne kaha ki itni mulaqaat bahut hai, mene kha na jao abhi aansuon ki barsaat bahut hai, aaj ki raat thahar jao, sari umar ki tanhaiyon ke liye, aaj ki raat bahut hai...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.