Meri kisi baat ko tum dil pe na liya karo, zindagi hai do din ki, Ise hans kar jiya karo. Khusiya khud chal kar ayegi tumhare pas Bas ankhe band karke rab ka naam liya karo.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.