Tumhe hai pata bewafaa hum nahin the Pyar ke liye chaar pal kam nahin the Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.