Tuta hua shisha phir joda nahi jata, Aankh se nikla hua aansu phir wapas nahi aata, Tum toh keh ke bhool chuke ho sab kuch, Lekin humse woh pal bhulaya nahi jata.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.