garmi me kulfi khane ka mazza aata hai, thandi me coffe ka mazza hai, hum water fall ki tarah sms karte hai, or aap ka munciplity k water ki tarah reply aata hai...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.