Mehfil mein hansna hamara mijaz ban gaya, tanhai mein rona ik raaz ban gaya dil ke gum ko chehre pe na aane diya gum mein jeena humara andaaz ban gaya..!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.