Ban jaun agr tumsa to tumhe kaisa lagega? har pal rahun tumse khafa to kaisa lagega? tum dosti me kabhi khud ko mitane pe ho raazi, ban jaye agar dosti saza to kaisa lagega...??
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.