Beshak aap nhi karte baat kabhi, Fir aapse baat karne ko dil bekraar kyun hai, Yaad to ab raat ko sone b nhi deti, Jaane hum ko aapse itna pyaar kyun hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.