Sachhi hai meri dosti azmakar dekh lo.Karke sitam mujhpe door jakar dekh lo.Badalta nahi kabhi sona apna rang, jitni baar dil kare aag lagakar dekh lo.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.