Dil ki jaurat har jaan ko hoti hai taron ki jaurat her aasman ko hoti hai hamari tamana h slamat rahe ap kyonki achhe dost ki jaurat har insan ko hoti hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.