Na milta gum to aankho k ansu kaha jate. Duniya agar hoti chaman to virane kaha jate. Achha hua apno me koi begana to nikla, Gar sabhi apne hote to begane kaha jate.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.