Me use kaise akela chod doon is rah me sath jo chalta rha majburion k baad bhi ban k khushbu rach gya hai yoon mere ehsaas me door ho paya nahi wo doorion k baad bhi...!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.