Dundo aap jitna,hum jaisa dost paoge nahi,Bichadne k baad b bhula paoge nahi,maana ki hum me kuch kami he sahi,par khuda ne PERFECT kisiko banaya nahi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.