Mere angan mein lagay phool gawahi dein Maine arsay sey kisi phool ko dekha bhi nahin Tujh ko socha hai to phir tujh ko hi socha hai Terey siwa ……..kisi aur ko socha bhi nahin
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.