Apko bhul jayen ye bas kehne ki baat hai apko na ho yakeen ye aur baat hai jab tak rahegi saans tab tak rahoge yaad ye saans toot jaye to aur baat hai..!!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.