Rishte khas Nahi khas ap Ho,Bat kuch Nahi Par Jazbat Ap Ho,Aas kuch Nahi Par Vishwas Aap Ho,Ji kar Dekh Liya Mene Sans kuch Nahi Bas jine ki jarurat Aap Ho
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.