ankhon m rehne walo ko yad nahi karte, dil m rehne walo ki bat nahi karte,hamari to ruh m bas gaye h vo,tabhi to hum milne k fariyad nahi karte or na kare gey.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.