Na koi meri manzil hai na kinara, tanhai meri mehfil aur yaade mera sahara.... Unse bichad k kuch yu waqt guzra,,kabhi zindagi ko tarse kabhi maut ko pukara..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.