Taqdeer se kya shikva kismat hi rooth gayi jis shakh pr hath rakha wo shakh hi toot gayi sapno me to har bat puri hui mgr jab ankh khuli to TANHAI naseeb hui
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.