Jab Mera Naam Uske Hoton Par Aaya Hoga, Khudko Usne Rusvaai Se Bachaya Hoga, Suni Hogi Jab Mere Mohabbat Ki Dastaaan, Kya Usko Khudka Sitam Yaad Na Aaya Hoga…
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.