Ek shakhs aisa mila jis ne humey apna maan liya, HAmare har dukh ko jaan liya, chal rahy the hum tez barish main, phir bhi pani main us ne ansoo ko pehchan liya.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.